Friday, January 23, 2009

आधी रात के वक्त...


आधी रात के वक्त...
बिस्तर पर जाने से पहले,
किसी का अचानक
मुह मोड़ लेना.
भर लेना अँधेरा आंखों में,
गर्म मौसम के बावजूद.
ओढ़ लेना चुप्पी की चादर,
करना बेदखल किसी को लम्हे से.
बिना हरकत के मौजूदगी जताना,
बेबस कर देता हर दिलासे को .
लाचार कर देता है मुझे
सर्द हवाओं के साथ
मजबूर होकर चले जाने को,
आधी रात के वक्त ...

3 comments:

shadab said...

Kya scene hai?
Par kya likha hai!

आशीष मिश्रा said...

aap mere dil ki baat likhate hain, isliye main comment karane se khud ko rok nahi pata hoon. bahut sundar rachana hai, dard hai, jo mere bite huye kal ko jaga diya. aur likhate rahiye, dil ko sukun aur man ko shanti milati hai

शब्दों के परिंदे said...

shabdon aur bhawnaon ke lihaj se behad sunder rachna hai....bhasha me paripakwta kahti hai ki jindgi ko mahsoos karke likha gaya hai..rachna ki maulikta ko samman deti hoon...
ratri ke akhri prahar ka
prhri prakashit ek diya.....
andhera karta hai pranam usko
bhor ki pahli kiran tak
jo hai jeevan uska
aap hindi kavita lekhan ke liye wohi diye hain jiski lekhan me ateev jaroorat hai